Best Poetry in Urdu and Roman Urdu | Send a Text Message of Best Urdu Shayari
Best Poetry in Urdu, Best Urdu Shayari عادت ہی بنا لی ہے عادت ہی بنا لی ہے تیرے شہر کے لوگوں نے Translation in Roman Urdu "Aadat hi bana li hi tery shahr k logon ne" Andaz badil lena, Aawaz badil lena Dunya ki mohabbat min, Atwar badil lena Mosam jo nayya aey, Raftaar badil lena Aghyaar wohi rakhna, Ahbaab badil lena Aawaaz agar do to, katra k nikal jana Her ik se juda rehna, Her ik se khafa rehna Jatay hoey raahi ko, manzil ka pata de ker Rastey min rula dena, Rastey min rula dena Also read: New Stunning Love Poetry in Urdu 2018 ------💥------ کچھ دُور ہمارے ساتھ چلو Translation in Roman Urdu "Kuch door hamarey saath chalo" Kuch door hamarey sath chalo, hum dil ki kahani keh den gey Jisay samjhy na tum aankhon se, wo baat zubani keh den gey Pholoon ki tarah jab chahray per ik shokh tabassum bikhray ga Dheeray se tumhary kanoo min, ik baat purani keh den gey Iqrar-e-wafa tum kia jaano, izhaar-e-wafa tum kia jano Hum zikr Karen ge ghairon ka aur apni kahani ke...